NetsBar

How to See Dislikes On YouTube in Hindi

Kya aap janna chahate hai ki ( How to See Dislikes On YouTube ) यूट्यूब पर Dislikes कैसे देखें, halanki, ye thoda ajeeb hai. Lekin youtube par dislikes dekhna bhi videos ki galti aur uski quality ko kami ko show karta hai. Me aaj is article me aapko btaunga mobile par aap kaise dislikes ki sankhya ko dekh sakte hai, ye genuine tareeke hai jo youtube user khud istemal karta hai. To chaliye article ko shuru karte hai aur iske baare me adhik jaante hai. 

Mobile या Desktop पर Dislikes को कैसे देखे   

Halanki, is waqt me youtube par video ke dislikes ko dekhna mumkin nhi hai lekin jab bhi kuch steps neeche diye hai jo aap kisi bhi video ke liye apply kar sakte hai.

Step 1. Sabse pehle aap us video par jaase jikse dislikes aap dekhna chahte hai aur iske liye Mobile Browser ya Desktp Browser ya Direct youtube par bhi jaa sakte hai. 

Step 2. Ab aapko URL ko copy karna hai, aap ise URL par click karke ya copy ke option ka bhi istemaal karke URl copy kar sakte hai.

Step 3. Iske baad aap kisi bhi browser me jaakr “Dislike checker” search kare, us par visit karke aap URL ko Paste kar de. 

Step 4. Neche “Find” ke button par click kare.

Step 5. Aap aapko video ke dislikes dikhayi dene lagenge.

How to See the Dislikes Number of Your Own Videos on YouTube 

Kya aap apne hi videos ke number of dislikes dekhna chhate hai, to neeche youtube studio ke zariye aap Genuine Number Of dislikes ko jaan paayenge.

  • Sabse pehle aap Youtube Studio par jaaye.
  • Us video ko Select kar le jiske dislikes ap dekhna chahte hai.
  • Ab doosre number par Analytics par click kare.
  • Iske baad apko Engagement par click karna hpga.
  • Jab aap Neeche click karenge to Likes (vs. dislikes) dikhayi dega, aap See More par click karenge. 
  • Yahan par aap apne Dislikes Numbers, Likes ke numbers aur Percentage bhi dekh sakte hai.

यूट्यूब ने Dislikes ऑप्शन क्यों हटा दिया 

Youtube ne 2021 me ye faisla liya tha ki ab kisi bhi videos par dislikes highlight nhi kiye jaayenge. wese to users kaafi pareshaan dikhe the ise update ke aane ke baad kyonki, youtube us waqt lgatar updates la raha tha. Halanki, youtube ne saaf kar diya the ki wo ye update youtube creators par saalo se kiye ja rahe critized hamlo karne ki wajh se laaya hai. 

Conclusion: How to See Dislikes On YouTube in Hindi

Pehle youtube par dislikes hone ki wajh se hame apni galtiyon aur kamiyon ke baare me pata chalta tha, jisse agali bar use sudhara jaa sake. Halanki mene upar article me aapko btaaya hai ki kaise aap youtube dislikes numbers aur uski percentage dekh sakte hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Shopping Cart