NetsBar

YouTube Par Watch Time Kaise Badhaye: सिर्फ 7 दिनों में, पूरा प्रोसेस जाने 

Youtube par aaj har creator apna channel monetize karwana chahta hai. lekin, kya aap jante hai channel monitize hone ke liye aapke pass 1000 subscreibers ke sathh 4000 ghante hona zroori hai. Isiliye hi aaj sabhi creators apna Watch Time badhana chahte hai jisse monitization ke liye apna channel Eligible kawa paaye. To agar aap apne youtube channel par watch time badhana chahte hai, halanki aapko YouTube par watch time kaise badhaye ke baare me pehle janna chahiye. 

Agar aap youtube par apna channel monitize karwa lete hai to aap iske zariye hazaro, lakho rupe bhi kama sakte hai. Agar youtube se kamai karne ke liye aap apne 4000 gahnte poora karna chahte hai to apko ye article zaroor padhna chahiye. Kyonki, me yahan par aapke saath share karunga ki kaise hazaro youtube creators ne apne channel par 4000 ghante ka wtach time poora karke channel ko monitize karwaaya hai, To chaliye article shuru karte hai. 

YouTube Par Watch Time Kaise Badhaye: आसान तरीको के साथ चैनल को Monetize करवाएं

Aise kai youtuber hai jinhone apne channel par 1000 subscribers to poore kar liye hai halanki, 4000 ghante ka watch time complete karne me struggle kar rahe hai. Lekin aap aisa nhi karenge kyonki, yahan neeche apko btaaya jaayega ki youtube par watch time kaise badhaye in Hindi, aap in tareeko ke saath asaani se apne youtube channel par watch time poora karke channel ko monetize karwa payenge.

1. Quality + Clear कंटेंट बनाये 

Youtube par aapko kam quality wali kai videos mil jaayengi halanki, un Video par views ki sankhya bahut kam hogi. Quality + Clear Content har user dekhhna pasadn karta hai isiliye aapko suggest kiya jaata hai ki aap apni videos me quality content de. Ap youtube par bhi dekhenge  ki quality waali videos par views low quality waali videos ke muqable me zyada honge. Agar aap apni videos me quality ke saath clarity bhi badhate hai to iske zyada chances honge ki youtube aapki video ko zyada logo tak pohochaaye. 

2. रोज़ Video को अपलोड करे 

Agar aap chahte hai ki videos ko zyada views mile jisse 4000 ghante jaldi poore ho,to aap video ki quality bnaaye rakhe ke saath rozaana upload karn ki aadat daale. Kyonki, agar aap hafte me do ya teen video ko upload karte hai, to isse aapke darshak aapke saath nhi jude rahenge aur ho sakta hai ki aapke subscibers bhi kam hone lage. To agar ap chahate hai ki 4000 hours watch time kaise complete kare Free me to aap sabse pehle Consisitecny ke saath video ko upload kare. 

3. अपने कंटेंट में SEO भी करे  

video content me SEO karna aapki video ko rank kara sakta hai, isse aapki video ki growth aur zyada badhegi jisse aapke views badhenge aur 4000 gahnte ka watch time poora hone me asaani hogi. Kyonki, jab kai user apka keyword ya usse related kuch bhi search karega to aapki videos pehle number pe hi aa jayegi. Isse aapki video par CTR aur impressions badhenge jisse 4000 watch time me kuch ghante zaroor poore honge. 

4. Social Media पर अपनी वीडियो को शेयर करे 

Agar aap soch rahe hai ki apne channel par 4000 hours watch time kaise complete kare to apni videos par zyada views paaye, aur aisa karne ke liye aap us video ko social media par share kare. 

Instagram, Facebook, whatsapp aur snapchat ya bade paltform hai aap yahan apni video ko apne freind circle aur apne followers ke saat share kare. Jab koi bhi aapki video ko dekhega to aapke watch time badhega. 

5. अपने यूजर के Comment का जवाब दे 

Youtube par watch time ko complete karne ne aur apni video ki growth ke liye aap apne har subscriber ke Comment ka jawaab de, isse user ka trust aapke saath badhta hai. Unse apni video ka feedback le aur agli video ke liye suggestion bhi le sakte hai, Aisa karna aapke subscribers ko bnaaye rakhne aur unko badhane ke liye ek zaroori step hai. Kyonki, jab zyada subscribers honge to aapka watch time bhi jaldi badhega. 

Conclusion: YouTube Par Watch Time Kaise Badhaye

Kyonki, youtube channel ko monetize ke karne ke liye 400 ghante watch time poora karna zaroori hai, isliye aapko Watch time kaise badhaye free ke baare janna zarori hai. Aur iske liye kuch important tareeke upar article me btaaye hai jo watch time ko poora karne ke liye aapki madad kar sakte hai.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Shopping Cart